Roman script

chali dehrahit pati sang si manisni lekar ye akhand 

vishwash ye maha pawan tirth yatra 

puran karti sabki aash sare jag me 

mahima jinki wo tirth hai maha 

sare jag me mahima jinki wo tirth hai mahan

yahi hai dharti par bhagwan darshan kar le insan

aasam ka hai ye maha tirth ye dham ka madhya devi ka

mata bhagwati basi hai yaha bhakto sun lo ye nirali katha

parvti shiv milan ke liye kam dev ka bhan chala 

rudhar rudhar ke triyan netar se pati ka pati pal bhar me jala

byah racha kar shivji lote madhur milan ki bela thi

pad ki rakh dikha rati boli bani suhagan parvati

aaj ke aise subh din bhi kya suni rahegi meri mang 

o ghad dani pal me pighle diya kam ko jivan dan 

rup anup hua kala to dukhi rati se bole shankar 

pahla rup milega jao nilgiri ke parwat par 

waha sati ka ang pada use kar asthapit karo parnam

kam dev ne sab aakar asthapit kiye ye tirth dham

pujan karke kam dev ne paya apna pahla rup 

mila kam ko rup yaha ye kam rup hai dham anup 

bolo khamykha devi ki

purnima ki ye kali mata bhakto ka kasth mitati hai 

inhe tara bhagwati bhi kahte rijhe to sukh barsati hai

ye hai sahar sha ke singeshvar 

lakh nirali inki maya mirg rupi shivji ke sing ko

vishnu ji ne yaha basaya

sita ji ki janam bhumi ye sita madi hai isak naam

janmi yaha pe janak dulari sabse pawan hai ye dham

isi bhumi par ek samay hal raja janak chalate the

hal raja janak chalate the

inder dev hove sab parshan unke hi gun gate the 

tabhi achanak atka hal aage na bhad paya til bhar

aage na bhad paya til bhr

sita ji parkat hui to janak ne utha loya unko bhadkar 

sita janam ki kahe kahani sita madi mahan darshan kar le insan

the vahi janak pur dham janak ne sayavmbar jaha rachaya tha

shiv dhanush ram ne tad yahi sitaji ko apnaya tha

shiv dhanush ram ne tad yahi sitaji ko apnaya tha

bolo shiyavar chandar ki jai 

ye kapilesh ise asthya kiya kapil muni ne

ghyan diya so inki ma ne aaya miksh yahi pe 

kar bhanga me ye raj  rajeshvari mandir kali mata ka

yahi kiya tha parbhuvar raghuvar ne udhar ahilaya ka

mahipal me pashupati nath hai ye jaha bhole shankar rahte hai 

shivling yaha ka panchmukhi hai 

shakti pith ise kahte hai mujaffar pu rki ye devi 

inke darshan se pap kate

Explore this song