Roman script

hey chali chali chali re gori chali balkhaai ke 

gore gore mukhde pe ghungta girai ke 

ha gajra lagaaike gajra sajaaike

chudi khankaaike mujhe tadpaaike 

o jara hallu se pallu sarkaaiyo sarkaaiyo 

ae re jara hallu se pallu sarkaaiyo gori jiya na jalaaiyo

are gori jiya na jalaaiyo ho kahi aur jake ye ishq ladaaiyo 

ladaaiyo ha kahi aur jake ye ishq ladaaiyo

muhse najar na milaaiyo hey muhse najar na milaaiyo

chali chali chali re gori chali balkhaaike 

gore gore mukhde pe ghungta giraai ke 

koi sang na saheli kaha jayegi 

akeli jara idhar palat ja ae palat re 

koi sang na saheli kaha jayegi 

akeli jara idhar palat ja 

o chahe jau jaha jau tere sang nahi aau

chal pichhe hat ja are hat 

chahe jau jaha jau tere sang nahi aau

chal pichhe hat ja o dil ki ghanti na aise tuntunaaiyo

tuntunaaiyo ha dil ki ghanti na aise tuntunaaiyo

bhopu yaha na bajaiyo are bhopu yaha na bajaiyo 

jara hallu se pallu sarkaaiyo gori jiya na jalaaiyo

ha gori jiya na jalaaiyo

o re ja re harjai meri hogi rusvai tera  jayega jiya 

re ja re harjai meri hogi rusvai tera  jayega jiya 

achchha tujhe dunga nahi dhoka karle 

mera tu bharosa aise mujhe na tadpa 

tujhe dunga nahi dhoka karle 

mera tu bharosa aise mujhe na tadpa

meri baaho mein aake jhul jaiyo 

aaiyo ae jhul jaiyo meri baaho mein aake jhul jaiyo

matak matak na sataiyo ha matak matak na sataiyo

ae kahi aur jake ye ishq ladaaiyo

muhse najar na milaaiyo hye muhse najar na milaaiyo

jara hallu se pallu sarkaaiyo gori jiya na jalaaiyo 

muhse najar na milaaiyo gori jiya na jalaaiyo 

are muhse najar na milaaiyo

Explore this song