Roman script

chali chali haan chali

ik nayi hawa hoon main

kabhi nahi dekhi jo

woh nayi disha hoon main

chali chali haan chali

ik nayi hawa hoon main

kabhi nahi dekhi jo

woh nayi disha hoon main

khwaab ke sathiyan

dil tujhe de diya

maine jo chaha woh hai kiya

chali chali haan chali

ik nayi hawa hoon main

kabhi nahi dekhi jo

woh nayi disha hoon main

maine kabhi jo na kahi

baatein woh hothon pe aane lagi

pichle dino se tu meri

khamosiyan dekho gaane lagi

paaon se meri chalti zameen yeh

main jo rukun toh ruke

nindon ke baadal hai khwaab lekar

palkon pe meri jhuke

khwaab ke sathiyan

dil tujhe de diya

maine jo chaha woh hai kiya

chali chali haan chali

ik nayi hawa hoon main

kabhi nahi dekhi jo

woh nayi disha hoon main

meri khushi ka aasmaan

toh aaj meri raahon mein hain

kaise kahun kisko kahun

kya khwaab meri nigahon mein hai

kabhi sunehra kabhi rupehna

khwabon ko maine kiya

maine hawaon ko pankh dekar

subah ko mausam diya

khwaab ke sathiyan

dil tujhe de diya

maine jo chaha woh hai kiya.

Explore this song