Roman script

chali aaj gori piya ki nagariya

chali aaj gori piya ki nagariya

mangiya me sindur odhe chunariya

mangiya me sindur odhe chunariya

chali aaj gori piya ki nagariya

dularo se paali ye komal kali si

dularo se paali ye komal kali si

chhipi man ke aanchal me jaisi dari si

wahi aaj jaye parayi nagariya

ankhiyo me aansu hain saanso me aandhi

ankhiyo me aansu hain saanso me aandhi

sajan se milan ko sajaniya hai jati

naino se tham tham ke barase badariya

chali aaj gori piya ki nagariya

Explore this song