Roman script

chale ja rahe hai mohabbat ke mare

kinare kinare kinare kinare

chale ja rahe hai mohabbat ke mare

kinare kinare kinare kinare

chale ja rahe hai

na sahil ki parwah na tufa ka dar hai

na julmo ka sikwa na gum ka asar hai

na sahil ki parwah na tufa ka dar hai

na julmo ka sikwa na gum ka asar hai

ummido ke pal pal dilo ke sahare

chale ja rahe hai kinare kinare

chale ja rahe hai

tamnna yahi hai ke lahro se khele

nasibo ki gardish ko hasi haske jhele

tamnna yahi hai ke lahro se khele

nasibo ki gardish ko hasi haske jhele

umango ki raho me bicha kar sitare

chale ja rahe hai kinare kinare

chale ja rahe hai

Explore this song