Roman script

chale aao dil me bachake najar 

aahista aahista aahista

chale aao dil me bachake najar 

aahista aahista aahista

jamane ko hone na paye khabar

aahista aahista aahista

fiza so rahi hai hawa ruk gayi

najaro ki dekho najr jhuk gayi

fiza so rahi hai hawa ruk gayi

najaro ki dekho najr jhuk gayi

mohabbat ka hone laga hai asar

aahista aahista aahista

chale aao dil me bachake najar 

aahista aahista aahista

ye takdir meri kaha mil gayi

ki khamoshiyo ko juba mil gayi

ye takdir meri kaha mil gayi

ki khamoshiyo ko juba mil gayi

khichi ja rahu mai jane kidhar

aahista aahista aahista

chale aao dil me bachake najar 

aahista aahista aahista

tere asare ab mera karwa

nahi janti iski manjil kaha

tere asare ab mera karwa

nahi janti is ki manjil kaha

suru ho raha hai ye pahla safar

aahista aahista aahista

Explore this song