Roman script

chala gaya majhi naiya chhod bich majdhar
tere hanth hai malik mere kismat ki patvar 
rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj 

aaj chala mere sar ka saai meri najar se dur 

mange hai vardan tujhse birhan ka sindur 
vaise jaye vaise aaye ghar mera sartaj 
prabhi tere charan padi main aaj 
rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj 
thodi si parbhu de do apne charan kamal ki dhul 
teri daya se ban jayega ek ek kanta phool 
rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj 
rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj 
tu ho jiska sathi uska koun bigade kaaj 
prabhi tere charan padi main aaj 
rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj

Song details

Song video

Watch on YouTube