Roman script
chala hai kahan, chala hai kahan duniya idhar hai teri, pyar idhar hai tera aaja ho aaja ho aaja chala hai kahan duniya idhar hai teri, pyar idhar hai tera aaja ho aaja ho aaja chala hai kahan ankhiyan meri sapne tere, ho ho dekh zara o sathi mere, ho ho dil diwana tujhe pukare, karein ishare na ja chala hai kahan duniya idhar hai teri, pyar idhar hai tera aaja ho aaja ho aaja chala hai kahan aha aa sawan bhi anewala hai, ho ho rang naya lanewala hai, ho ho rut albeli mujhe akeli dekh hansegi, na ja a chala hai kahan duniya idhar hai teri, pyar idhar hai tera aaja ho aaja ho aaja chala hai kahan phool bani hai kali abhi to, ho ho basi hai dil ki gali abhi to, ho ho abhi abhi to payal meri baji, chham chham na ja chala hai kahan duniya idhar hai teri, pyar idhar hai tera aaja ho aaja ho aaja chala hai kahan
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Sanjog (1961)
- Composer: Madan Mohan
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Pradeep Kumar
- Actor: Anita Guha
- Actor: Shobha Khote
- Actor: Om Parkesh
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Sunder
- Actor: Mehmood
- Actor: Raj Mehra
Song video
actor: Pradeep Kumar, Anita Guha