Roman script

chal kahi chale sajna pyar yaha karna hai mana

basti me koi ghar ho duniya ka na koi dar ho

sach ho gaya tera mera sapna

chal kahi chale sajna pyar yaha karna hai mana

chal kahi chale sajna pyar yaha karna hai mana

basti mein koi ghar ho duniya ka na koi darr ho

sach ho gaya tera mera sapna

mehki fizaye ho thandi hawaye ho

dilbar ki baho me dilbar ki bahe ho

masti lutaye nigahe sharabi 

galo pe bikhri labo ki gulabi 

dharti ho na ambar ho nadiya ho na sagar ho

kudarat ki ho dilkash koi rachana

chal kahi chale sajna pyar yaha karna hai mana

chal kahi chale sajna pyar yaha karna hai mana

basti mein koi ghar ho duniya ka na koi darr ho

sach ho gaya tera mera sapna

yaado ke mele ho khwabo ke rele ho

dil ki panaho me hum tum akele ho

apne khayalo ki duniya basaye

sare zamane ke gam ko bhulaye

zannat se bhi sundar ho sabse hasi manjar ho

na gair ho koi na apna

chal kahi chale sajna pyar yaha karna hai mana

chal kahi chale sajna pyar yaha karna hai mana

basti mein koi ghar ho duniya ka na koi darr ho

sach ho gaya tera mera sapna

Explore this song