Roman script

chain tumse chain tumse karar tumse hai

chain tumse chain tumse karar tumse hai

zindagi ki bahar tumse hai

zindagi ki bahar tumse hai

chain tumse chain tumse karar tumse hai

chain tumse chain tumse karar tumse hai

chain tumse

humne kheli hai jan ki bazi

humne kheli hai jan ki bazi

jeet tumse jeet tumse har tumse hai

jeet tumse jeet tumse har tumse hai

chain tumse

dil me aate wo aarzu ban kar

dil me aate wo aarzu ban kar

dard ko bhi dard ko bhi karar tumse hai

dard ko bhi dard ko bhi karar tumse hai

chain tumse

mujhko dunia ki kuch khabar hi nahi

mujhko dunia ki kuch khabar hi nahi

hosh itna ho hosh itna pyar tumse hai

hosh itna ho hosh itna pyar tumse hai

chain tumse

Explore this song