Roman script

chain lene nahi dete hain zamane wale

chain lene nahi dete hain zamane wale

neend le lete hain

neend le lete hain aankho mein samane wale

chain lene nahi dete hain zamane wale

chain lene nahi dete hain zamane wale

kahin tujhko bhi na tadpa de tadapna mera

kahin tujhko bhi na tadpa de tadapna mera

kahin tujhko bhi na tadpa de tadapna mera

mujhko bhule huye gham yaad dilane wale

mujhko bhule huye gham yaad dilane wale

neend le lete hain

neend le lete hain aankho mein samane wale

chain lene nahi dete hain zamane wale

shama mehfil mein jali hain to jale parwane

shama mehfil mein jali hain to jale parwane

shama mehfil mein jali hain to jale parwane

aag paani mein lagate hain lagane wale

aag paani mein lagate hain lagane wale

neend le lete hain

neend le lete hain aankho mein samane wale

chain lene nahi dete hain zamane wale

jab utha mera janazaa to kahan yu rokar

jab utha mera janazaa to kahan yu rokar

jab utha mera janazaa to kahan yu rokar

haye kya uth gaye naazo ke uthane wale

haye kya uth gaye naazo ke uthane wale

neend le lete hain

neend le lete hain aankho mein samane wale

chain lene nahi dete hain zamane wale

zamane wale, zamane wale, zamane wale

Explore this song