Roman script

mangi thi duaye ke paye tujhe paye ho hua na duao ka asar

aankho me basalu mai sine se lagalu 

kisi ka bhi raha na mujhe dar

chahu tujhe tut kar mai chahu tujhe is kadar mai

ke sara jamana mujhe fir diwana kahe to kahe

ke sare jamana hi khud se bagana kahe to kahe

ab tera hoke mai sapno me khoke mai dekhu

hai pyara ye sara ab to jaha

apna paraya ya koi saya bhi na ho

yu tere ya mere ab darmaya

tere siwa yara na koi mujhe pyara

jane ab ye sara hi sahar

tere bina hoga na mera to gujara

aaja tu nigaho me thahar

chahu tujhe har lamha mujhe chahu tujhe is tarah mai 

ke sara jamana mujhe fir diwana kahe to kahe

ke sare jamana hi khud se bagana kahe to kahe

jab se yu baho me dil ki panaho me meri

tu aaya to paya dil ne suku

tujhko na dekhu jo tujhko na sochu to mai

tu jane mai jau rah na saku

jan maine jana dil tera hai ye mana

dekhu to chaloge na najar

teri mai kahani tu mera hai fasana

likha hai jo khuda ne dil par

chahu tujhe har ada pe chahu tujhe ab sada mai

ke sara jamana mujhe fir diwana kahe to kahe

ke sare jamana hi khud se bagana kahe to kahe

Explore this song