Roman script

tu hi ye mujhko bata de chahu main ya na

apne tu dil ka pata de chahu main ya na 

tu hi ye mujhko bata de chahu main ya na 

apne tu dil ka pata de chahu main ya na 

itna bata du tujhko chahat pe apni mujhko

yu to nahi ikhtiyar

phir bhi ye socha dil ne ab jo laga hu milne

puchhu tujhe ek baar

tu hi ye mujhko bata de chahu main ya na

apne tu dil ka pata de chahu main ya na 

aisi kabhi pahle hui na thi khwahishe

kisi se bhi milne ki na ki thi koshishe

uljhan meri suljha de chahu main ya na

aankho aankho me jata de chahu main ya na

mere chhote chhote khwab hai, khwabo me geet hai

geeto me zindagi hai, chahat hai prit hai

abhi me na dekhu khwab woh jinme na tu mile

le khole honth maine ab tak the jo sile 

mujhko na jitna mujhpe utna is dil ko tujhpe 

hone laga aitbar 

tanha lamho me apni bunti hu tere sapne 

tujhse hua mujhko pyar

puchhungi tujhko kabhi na chahu main ya na

tere khwabo me ab jina chahu main kyun na

tu hi ye mujhko bata de chahu main ya na 

apne tu dil ka pata de chahu main ya na

Explore this song