Roman script
ab to ghabrake ye kahte hai ke mar jayenge mar ke bhi chain na paya to kidhar jayenge chahe zindagi se kitna bhi bhag re chahe zindagi se kitna bhi bhag re tere dil ki bhujegi na aag re tere dil ki bhujegi na aag re chahe zindagi se kitna bhi bhag re chahe zindagi se kitna bhi bhag re mat soch ke tu beaaram hai ye gam bhi khushi ka ek naam hai mat soch ke tu beaaram hai yahi dard hai karar yahi dag hai singar yahi dard hai karar yahi dag hai singar zara ankhiya tu khol zara jag re zara ankhiya tu khol zara jag re tere dil ki bhujegi na aag re chahe zindagi se kitna bhi bhag re chahe zindagi se kitna bhi bhag re teri zusatzu to hai khawab ki dasta tuhi rasta hai aur tuhi karwa teri zusatzu to hai khawab ki dasta ye talash hai khayal ek vaham ka hai jal ye talash hai khayal ek vaham ka hai jal jhuthe sapno ke pichhe na bhag re jhuthe sapno ke pichhe na bhag re tere dil ki bhujegi na aag re tere dil ki bhujegi na aag re chahe zindagi se kitna bhi bhag re
Song details
- Singer: Manna Dey
- Film / album: Sharada (1957)
- Composer: Chitalkar Ramchandra
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Raj Kapoor
- Actor: Meena Kumari
- Actor: Shyama
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Srandhir
- Actor: Omprakash
- Actor: Anita Guha
- Actor: Agha
- Actor: Manorama
- Actor: Gope
- Actor: Rajan Haksar
- Actor: W M Khan
- Actor: Ali Mirajkar
- Actor: Uma Khosla
Song video
actor: Raj Kapoor, Meena Kumari