Roman script

chahe roke ye zamana chahe toke ye zamana 

par dil se to pyar ko mita na sakega

chahe roke ye zamana chahe toke ye zamana 

par dil se to pyar ko mita na sakega

jise aankho me basaya jise dil se lagaya

yad uski dil se to koi bhula na sakega

chahe roke ye zamana chahe toke ye zamana 

dil jalta rahe gum palta rahe 

fariyad magar hum karte nahi

dil jalta rahe gum palta rahe 

fariyad magar hum karte nahi

jab pyar kiya dil har diya fir julm sitam se darte nahi

aaye lakho ki balaye chale kitni hawaye

koi pyar ki shama ko to bujha na sakega

chahe roke ye zamana chahe toke ye zamana 

is shan pe tu yu naz na kar sada jor kisi ka chalta nahi

is shan pe tu yu naz na kar sada jor kisi ka chalta nahi

kis aur se bhi suraj nikle par sham dhale ye dhalta nahi

chahe uthi talware chahe chamki katare

koi sar ko to hamare jhuka na sakega

chahe roke ye zamana chahe toke ye zamana 

par dil se to pyar ko mita na sakega

chahe roke ye zamana chahe toke ye zamana

Explore this song