Roman script

chahe pandit ho chahe kazi 

rah ek hai dwar ek hai sun jara

ya pujari ho ya namaji ho koi 

bhi hai wo yar yar hai sun jara

kar na gustakhiya akal se kam le 

lena hai agar tujhe allah ka nam le

bandh ke baho me tu yar ko tham 

le dosti ke liye pyar ka jam le

sab kuch bhulke chal hum masti me jhume

wo diwana hai kisne jana hai 

jurm to nahi pyar karta hai bawra

kya khrabi hai wo sharabi hai 

bad pine ke sach to kahta hai bawra

jo gunehgar hai sabse darte hai wo 

apne karmo ka fal roke bharte hai wo

jisme sachayi hai haske marte hai 

wo atma jo kahe ham to karte hai wo

sab kuch bhul ke kal hum masti me jhume 

ye dosti hai bandagi ispe fida ye zindagi

karti nahi beimaniya ye chahat ki kurbaniya

kya hai bhala kya hai bura ye hai yaha kisko pata

mandir me ga maszid me ga ishwar khuda koi bana

chahe pandit ho chahe kazi ho rah ek hai dwar ek hai 

sun jara ya pujari ho ya namaji ho 

koi bhi hai wo yar yar hai sun jara

kar na gustakhiya akal se kam le 

lena hai agar tujhe allah ka nam le

badh ke baho me tu yar ko tham le dosti ke liye yar ka jam le

sab kuch bhulke chal hum masti me jhume

chahe pandit ho chahe kazi ho 

rah ek hai dwar ek hai sun jara

ya pujari ho ya namaji ho koi bhi hai wo yar yar hai sun jara

kar na gustakhiya akal se kam le 

lena hai agar tujhe allah ka nam le

badh ke baho me tu yar ko tham le dosti ke liye yar ka jam le

sab kuch bhulke chal hum masti me jhum le

Explore this song