Roman script

chahe aage jam jam pile chahe gangajal tu 

payega aakhir to apne karmo ka hi fal tu 

chot lage to pagale koi aur na sahlayega 

ma hi sada sahara degi jab thokar khayega 
mamta ko thukrane vale tu kya sukh payega 
chahe aage jam jam pile chahe gangajal tu 
payega aakhir to apne karmo ka hi fal tu 
chahe aage jam jam pile 
tune apna farj nibhaya deke ye kurbani 
tune apna farj nibhaya deke ye kurbani 
tere bad rahegi jag mein teri amar kahani 
kisi ke kaam na aai jo kis kaam ki vo jindgani 
chahe aage jam jam pile chahe gangajal tu 
payega aakhir to apne karmo ka hi fal tu 
chahe aage jam jam pile chahe gangajal tu 
chahe aage jam jam pile chahe gangajal tu 
chahe aage jam jam pile chahe gangajal tu

Song details

Song video

Watch on YouTube