Roman script

chahat ki gujarish hain aankhon main pyaas bhar de

mere dil ke jajaton ko tu belibaas kar de re 

chahat ki gujarish hain aankhon main pyaas bhar de

mere dil ke jasbadon ko tu belibaas kar de re

tu belibaas kar de chahat ki gujarish hain

aankhon main pyaas bhar de

main dubi hun tere deewanepan mein

na hain karaar ek lamha yaar

shola sa hain dhadkan main

kyon dard sa hain mere mann mein

tu hain sukun tu hain junoon

rehna hain tere daman mein

saanson ki tamanna hain

saanson mein saans bhar de

mere dil ke jajbaton ko tu belibaas kar de re 

tu belibaas kar de re chahat ki gujarish hain

aankhon main pyaas bhar de

aa toot ke mujh mein bikhar ja

tu meri jaan tu dastaan jaan main meri tu utar ja

aa shaanon main aake tu thehar ja

mere jahaan meri baat maan

ishq main hadh se gujar ja

bechaini ka aalam hain

khushbayein khas bhar de

mere dil ke jajbaton ko tu belibaas kar de re 

tu belibaas kar de re chahat ki gujarish hain

aankhon main pyaas bhar de

mere dil ke jasbadon ko 

tu belibaas kar de re tu belibaas kar de re

chahat ki gujarish hain aankhon main pyaas bhar de

Explore this song