Roman script

chacha ne chachi ko chandi ke 
chamche me chatni chatai meri teri kar di sagai 
chacha ne chachi ko chandi ke 
chamche me chatni chatai meri teri kar di sagai 
chacha ne chachi ko chandi ke 
chamche me chatni chatai teri meri kaise sagai 
chahenge tujhko nibha bhi karenge 
ki hai sagai to biyah bhi karenge 
chahenge tujhko nibha bhi karenge 
ki hai sagai to biyah bhi karenge 
khawab tera jhuta hamari na pategi 
saath tere meri to ek raat na kategi 
chacha ne chachi ko chandi ke 
chamche me chatni chatai meri teri kar di sagai 
chacha ne chachi ko chandi ke 
chamche me chatni chatai teri meri kaise sagai 
humko apna bachpan dikhaegi jawani 
pyar humko dega ek nanhi si nishani 
humko apna bachpan dikhaegi jawani 
pyar humko dega ek nanhi si nishani 
thodi si mehangai aur itni kamai 
kaise hogi munne ki padhai aur likhai 
chacha ne chachi ko chandi ke 
chamche me chatni chatai meri teri kar di sagai 
chacha ne chachi ko chandi ke 
chamche me chatni chatai teri meri kaise sagai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Manna Dey, Krishna Kalle