Roman script

atak raha hai latak raha hai naseeb tera, naseeb tera
atak raha hai latak raha hai confusion me satak raha hai naseeb tera
ho mental bhi dekho sentimental ho rela hai naseeb yeda
langoti hai zameen pe, paijaama aasmaan mein 

chill dude take a chill pill le le a short cut 

sataasat fataafat khatakhat
chabailey fruit n nut chabailey fruit n nut chabailey yaar
upar se pi lo tension ko si lo
chabailo fruit n nut toh jeevan is lo
upar se pi lo tension ko si lo
chabailo fruit n nut toh jeevan is lo
nind khuli jaaga nahi par, daud huyi bhaaga nahi par

chaahe jitna sambhaale din mein dikhte hai taare 
chaahe jitna sambhaale din mein dikhte hai taare
chill dude take a chill pill le le a short cut 
chill dude take a chill pill le le a short cut 
sataasat fataafat khatakhat
chabailey fruit n nut chabailey fruit n nut chabailey yaar
bheja iska fry fry hai, aafat ispe aayi aayi hai 

concept iska hai bhalta, paani mein machhali talta 
concept iska hai bhalta, paani mein machhali talta
chill dude take a chill pill le le a short cut 
sataasat fataafat khataakhat
chabailey fruit n nut chabailey fruit n nut 
sing it one more time
atak raha hai latak raha hai naseeb tera, naseeb tera
mental bhi dekho sentimental ho rela hai naseeb yeda
chill dude, chill dude
langoti hai zameen pe, paijaama aasmaan mein 
langoti hai zameen pe, paijaama aasmaan mein 
chill dude take a chill pill le le a short cut 
chill dude take a chill pill le le a short cut 
sataasat fataafat khatakhat
chabailey fruit n nut chabailey fruit n nut 
chabailey fruit n nut chabailey

Song details

singer: Sangeet Haldipur, Kailash Kher