Roman script

chaani jo khaak to mitt ke sona tu ban gaya

gamon ki aag mein tap ke suraj tu ban gaya

chaani jo khaak to mitt ke sona tu ban gaya

gamon ki aag me tap ke suraj tu ban gaya

aaj paaya hai tune sab kho ke mureeda

mili jannat tujhe to jab bigda naseeba

fakeera fakeera fakeera fakeera fakeera

haathon se nikli manzil jab yeh daaman chooth gaya

aye bekhabar tu benoor ho ke roshan ho gaya

bhari hai yeh khali si jholi jo tu bhatka dar badar

yeh bhi na jaane yeh kafir ki dua ka hai asar

jo taare se toota sab khwaish milegi

zara haathon ko phela mannate sab milengi

fakeera fakeera fakeera fakeera fakeera

hua tabah aur hadd se zyada khoya jab karar

udi udi tab sanse jaise udta hai guba

socha kare kis pal mein dil ko raahat hai mili

khuda ke ghar mein talim tujhko gir ke jab mili

aaj paya hai tune sab kho ke mureeda

mili jannat tujhe to jab bigda naseeba

fakeera fakeera fakeera fakeera fakeera

Explore this song