Roman script

chand sa khilona salona salona 

chand sa khilona salona salona

aayega humare angana hum dulhaniya ki godh bhari

dulhaniya ki god bhari sabki aankho ka vo tara

ho pyar se bhi pyara aayega humare angana

dulhaniya ki god bhari dulhaniya ki god bhari

chandi ke julo me lalna jhulega

chandi ke julo me lalna jhulega

phulwari banke vo pule phalega

vo pule phalega rajo ka raja mahraja banega

jhukegi ye duniya jidar bhi chalega jidar bhi chalega

aisa raj dulaara ho banke sahara aayega humare angana

dulhaniya ki god bhari dulhaniya ki god bhari

ghodi chadega vo sahra sajayega

ghodi chadega vo sahra sajayega

banke vo dulha dulhaniya ko layega dulhaniya ko layega

naam apne kul ka lalna badhayega

amma ki godi me vo pota khilayega

vo pota khilayega hoga sabse nayara

vo ghar ka ujiyara aayega humare angana

dulhaniya ki god bhari

dulhaniya ki god bare dulhaniya ki god bhari

Explore this song