Roman script

chaal apni, baadlo ki chaal hai
taal apni, jharno ki taal hai
pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa pairon ko udaan lagi 
chhune aasmaan lagi kahaan le chali hai hawa

haath se thaam le baarishein leharon ko hum
rangon ki dor se baandh le saare mausam
raaste bhi ga rahe hai, ansuni koyi sargam 
raaste bhi ga rahe hai, ansuni koyi sargam 
pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa pairon ko udaan lagi
chhune aasmaan lagi kahaan le chali hai hawa
chaal apani, baadalon ki chaal hai
taal apni, jharnon ki taal hai
aaj ke baad ho bas ujaalon ki baatein
din kabhi na dhale suraji ho sab raatein
na mile hum aansuo se, ho khushi se mulaakaatein 
na mile hum aansuo se, ho khushi se mulaakaatein 
pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa pairon ko udaan lagi
chhune aasmaan lagi kahaan le chali hai hawa
chaal apani, baadalon ki chaal hai
taal apani, jharnon ki taal hai
pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa pairon ko udaan lagi
chhune aasmaan lagi kahaan le chali hai hawa
pairon ko udaan lagi, chhune aasmaan lagi
kahaan le chali hai hawa pairon ko udaan lagi
chhune aasmaan lagi kahaan le chali hai hawa
chaal apni

Song details

singer: Hamsika Iyer, Hrishikesh Kamerkar