Roman script
Main toh bas teri chahat mein Chahoon rehna sada Main toh bas teri qurbat mein Chahoon rehna sada Saaya bhi tera main hone naa doon juda Maine tay kar liya Tere ishq pe, tere waqt pe Bas haq hai ik mera Teri rooh pe, tere jism pe Bas haq hai ik mera Bas haq hai ik mera Bas haq hai ik mera Yaadon mein tujhko rakhun Baatein bhi teri karoon Itna deewana hoon tera Ho ho raaton mein jaaga karoon Din bhar bhatakta rahoon Main toh yahaan se bas wahaan Tere ishq pe, tere waqt pe Bas haq hai ik mera Teri rooh pe, tere jism pe Bas haq hai ik mera Bas haq hai ik mera Bas haq hai ik mera Main toh bas teri chahat mein Chahoon rehna sada Main toh bas teri qurbat mein Chahoon rehna sada Saaya bhi tera main hone naa doon juda Maine tay kar liya
Song details
- Singer: Rahat Fateh Ali Khan
- Film / album: Blood Money
- Composer: Jeet Gannguli
- Lyricist: Sayeed Quadri
Song video
Song video
language: Hindi
music label: Sony Music India