Roman script

bulbul bole bulbul bole angana mere

bulbul bole angana mere

tu kab aayega bata sajna mere

tu kab aayega bata sajna mere

puchhe mujhse kangana mere

puchhe mujhse kangana mere

tu kab aayega bata sajna mere

tu kab aayega bata sajna mere

bago se kaliyo se fijao se puchhu

khushbu udati in hawao se puchhu

bago se kaliyo se fijao se puchhu

khushbu udati in hawao se puchhu

mausam milan ka kab aayega

kab tak mujhe wo tadpayega

mera pardeshi piya kab aayega 

kya pata kya pata kya pata 

bulbul bole angana mere bulbul bole angana mere

tu kab aayega bata sajna mere

tu kab aayega bata sajna mere

mere to sapno me hai uska chehara

jane kab aayega wo bandh ke sehara

mere to sapno me hai uska chehara

jane kab aayega wo bandh ke sehara

banke dulhan mai muskaungi sazke sajan ke ghar jaungi

sez sazegi kab bahaki bahare tu bata tu bata tu bata

bulbul bole angana mere bulbul bole angana mere

tu kab aayega bata sajna mere

tu kab aayega bata sajna mere

puchhe mujhse kangana mere

puchhe mujhse kangana mere

tu kab aayega bata sajna mere

tu kab aayega bata sajna mere

Explore this song