Roman script

bula bula hari nahi aaye kaisi terei shan

bina bulaye aajao to 

tumhe jaanu bhagawan 

tumko palbhar daya na aaye 

tumko palbhar daya na aaye 

tum kaise bhagawan

tumko palbhar daya na aaye

pi ki sudh mein naina bavare

pi ki sudh mein naina bavare

bavare ban ban jaye

tumko palbhar daya na aaye 

bite bite bujhe gal gal kar ro ro kare swera 

waise hi jal jal kar dekho rakh huaa man mera 

mang mein lali bhar kar mere 

mang mein lali bhar kar mere 

kyun angar banye

tumko palbhar daya na aaye

tum kaise bhagawam 

tumko palbhar daya na aaye

tute dukh se pathar bhi pani ban jata hai 

par tu kiska bana hua kuch samjh nahi aata hai 

mita nahi paye dukh ko fir 

mita nahi paye dukh ko fir

dil se dua ek aaye

Explore this song