Roman script

bramha ji ke bramh yog se

rama hua shiv ang me

sati ke tan ka bhasam chala

nutan me umang me

praani ke jiwan me samaya

van jiwan ka pyaar re

liya sati ne paarvati ke

rup me fir avtaar re

dharti himalay ki hui paawan

chahu dish aanand chhaya

shok samunder me dube hue

devo ka man harshaya

laga dubne paap aur abhimaan me

jab sansaar re

aai jag janni tab banke

jag ki taaranhaar re

Explore this song