Roman script

bottle me may, may me nasha

aur nashe me mai

bottle me may, may me nasha

aur nashe me mai

mujhko jara jaan lo, mujhko pehchaan lo

itna bura nahi mai mai mai

bottle me may, may me nasha

aur nashe me mai

apni to majburi hai, are teraa jina jaruri hai

apni to majburi hai, are teraa jina jaruri hai

tu naa jiya to mar jaayenge

daulat me naa khel paayenge

apni to jaan ataki hain yaar

ab to teri jaan me me me

bottle me may, may me nasha

aur nashe me mai

ye dono divaane hain

masti me mastaane hain

ye dono divaane hain

masti me mastaane hain

mujhse koyi jeet naa paya

kaun hain jisne mujhko haraaya

nehle pe hain dehla kaun bolo

nehle pe hain dehla kaun

are nehlo pe dehale hain ham

bottle me may, may me nasha

aur nashe me mai

mujhko jara jaan lo, mujhko pehchaan lo

itna bura nahi mai mai mai

bottle me may, may me nasha

aur nashe me mai

bottle me may, may me nasha

aur nashe me mai

Explore this song