Roman script

botal me band hai sabko pasand hai

botal me band hai sabko pasand hai 

botal me band hai sabko pasand hai  

puchho jara kya hai janaab naam iska 

naam iska hai sharaab, naam iska hai sharaab 

botal me band hai sabko pasand hai 

botal me band hai sabko pasand hai  

puchho jara kya hai janaab naam iska 

naam iska hai sharaab, naam iska hai sharaab 

yaha waha sara jaha iske liye mare 

dheere dheere haule haule dil pe asar kare 

yaha waha sara jaha iske liye mare 

dheere dheere haule haule dil pe asar kare 

hai koi na iske jaisi pee ke dekho hai ye kaisi 

iska nahi hai jawaab, naam iska hai 

naam iska hai sharaab, naam iska hai sharaab 

kahi kabhi kisi ke jo lab se ye lag jaaye 

saari umar iske bina chain wo naa paaye 

kahi kabhi kisi ke jo lab se ye lag jaaye 

saari umar iske bina chain wo naa paaye 

jeete jaao jeene waalo, peete jaao peene waalo 

samjho na isko kharaab, naam iska 

are naam iska hai sharaab, naam iska hai sharaab 

botal me band hai sabko pasand hai 

botal me band hai sabko pasand hai  

puchho jara kya hai janaab  

naam iska hai sharaab, ho naam iska hai sharaab

Explore this song