Roman script

botal ki haseena hai badi mastaani hai 

botal ki haseena hai badi mastaani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

peene me sharaab hai dekhne me pani hai 

botal ki haseena hai badi mastaani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

peene me sharaab hai dekhne me pani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

munh se lagaya tha dil me samaa gayi

munh se lagaya tha dil me samaa gayi

dil me samaa gayi ji ruhoo me samaa gayi 

dil me samaa gayi ruhoo me samaa gayi 

ruhoo me samaa gayi

ise kaise chhodu meri dilbar jaani hai

ise kaise chhodu meri dilbar jaani hai 

peene me sharaab hai dekhne me pani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

yaar ki sharaab ki surate gulaabi hai

yaar ki sharaab ki surate gulaabi hai

dekhiye huzoor ye dono hi sharaabi hai

dekhiye huzoor ye dono hi sharaabi hai  

dono hi sharaabi hai

in dono ki dosti to sadiyo purani hai 

in dono ki dosti to sadiyo purani hai

peene me sharaab hai dekhne me pani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

iska munh choom lo masti me jhoom lo

iska munh choom lo masti me jhoom lo

iske nashe me yaaro din raat jhoom lo

iske nashe me yaaro din raat jhoom lo

din raat jhoom lo

isse laaj kaisi ye to jaani pehchani hai 

isse laaj kaisi ye to jaani pehchani hai

peene me sharaab hai dekhne me pani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

jhoomti hai jaam me sharaab bhi sharaabi hai 

jhoomti hai jaam me sharaab bhi sharaabi hai

yehi to sharaab me thodi si kharaabi hai

yehi to sharaab me thodi si kharaabi hai 

thodi si kharaabi hai 

sabko mast rakhti hai ye aisi mastaani hai

sabko mast rakhti hai ye aisi mastaani hai 

peene me sharaab hai dekhne me pani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

peene me sharaab hai dekhne me pani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

botal ki haseena hai badi mastaani hai

Explore this song