Roman script

bund bund karke mujh me girna tera

aur mujh me mujhse zyada hona tera 

bund bund karke mujh me girna tera

aur mujh me mujhse zyada hona tera

bhiga bhiga sa mujhko tan tera lage

aaja tujhko peelu man mera kahe

main na bacha mujh me thoda sa bhi

dekh tu na bacha tujh me bhi

jalne laga garm saanso se main

tu pighalne laga mujh me hi

qatra qatra main jalu sharm se tere milu

jism tera moum ka pighla du karwate bhi tang ho

raat bhar tu sang ho tere har ek ang ko sulga du

bhiga bhiga sa mujhko tan tera lage

aaja tujhko peelu man mera kahe

main na bacha mujh me thoda sa bhi

dekh tu na bacha tujh me bhi

jalne laga garm saanso se main

tu pighalne laga mujh me hi

hone de kuch galtiya rengti ye ungliya

jism ke tu darmiya thehra de

lamha koi garm tu ya ubalti barf tu

mujhpe hoja kharch tu yu aake

bhiga bhiga sa mujhko tan tera lage

aaja tujhko peelu man mera kahe

main na bacha mujh me thoda sa bhi

dekh tu na bacha tujh me bhi

jalne laga garm saanso se main

tu pighalne laga mujh me hi

Explore this song