Roman script

boond boond boond boond 
boond boond haye boond boond haye 
boond boond haye boond boond boond boond
boond boond ko taras raha hai 
raat raat bhar manwa re 
raat raat bhar manwa 
ho boond boond ko taras raha hai 
raat raat bhar manwa re 
raat raat bhar manwa 
boond boond ko taras raha hai 
raat raat bhar manwa re 
raat raat bhar manwa 
mere man ki veena koi chhed raha hai 
hay tan se mere koi khel raha hai  
mere man ki veena koi chhed raha hai 
hay tan se mere koi khel raha hai  
taras taras ke kab tak tarsu ho
taras taras ke kab tak tarsu 
ras me ras koi ghol raha hai re 
ho boond boond ko taras raha hai 
raat raat bhar manwa re 
raat raat bhar manwa 
boond boond ko taras raha hai 
raat raat bhar manwa re 
raat raat bhar manwa 
dil lalchaye pyaas jagae 
dil lalchaye pyaas jagae 
raat raat bhar manwa re 
raat raat bhar manwa

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Sahil Rayyan, Mumtaz Nikhat, Sahil Azmi, S. Neeraj, Ravi K. Patwa