Roman script

siya pati ram chandar ki jai bolo sabhi jai ram ram ram 

bane sabhi ka kaam ram ram bolo sabhi jai ram

or sab naam jhuthe yahi to naam sacha 

or sab naam jhuthe yahi to naam sacha 

naam sacha bolo sabhi jai ram ram ram 

bane sabhi ka kaam ram ram bolo sabhi jai ram

o sardha ho sardha ho is bal me paran jage is nirbal me 

o sardha ho sardha ho is bal me paran jage is nirbal me 

oye naam ka jadu dekho pathar bhi taire jal me 

naam ka jadu dekho pathar bhi taire jal me 

sankat sab ke pal me tale tufano me naav chale 

sankat sab ke pal me tale tufano me naav chale 

arey jag mag parbhu karipa se jag mag parbhu karipa se

aandhi me bhi diya jale aandhi me bhi diya jale tili tili tili 

ra ra ra ra ra ra me badi shakati hai 

ma ma ma ma ma me badi mukati hai 

ra me badi sakati hai ma me badi mukati hai 

bhav sager tarne ki bhayi yahi ek yukati hai 

bhav sager tarne ki bhayi yahi ek yukati hai 

kan bhi tha ban gaya ravi kavita hi ban gaya chhavi

kan bhi tha ban gaya ravi kavita hi ban gaya chhavi

mara mara mara mara ram rat ke daku bhi ban gaya kavi

mara mara mara mara ram rat ke daku bhi ban gaya kavi

bolo sabhi jai ram ram ram bane sabhi ka kaam ram ram

bolo sabhi jai ram or sab naam jhuthe yahi to naam sacha 

or sab naam jhuthe yahi to naam sacha naam sacha 

bolo sabhi jai ram ram ram bane sabhi ka kaam ram ram

bolo sabhi jai ra bolo sabhi jai ram ram ram 

bane sabhi ka kaam ram ram bolo sabhi jai ram ram ram 

bane sabhi ka kaam ram ram

Explore this song