Roman script

bolo re yaro bam bam bhole

dard e dil bhi bam bam bhole

apna pappu bada gyani, par ladki ke age wo ho jaye pani

yaro ladkiyo ko gyan na bato, unke ghar ke chakar katto

gift me sone ki bali, kya hua agar jeb hai khali

yaro paise waise udhar tu karle

lotane ke time par bam bam bhole

are o kudiyo jindagi ke fande 

ham se tum jaan lo, o kudiyo, o o soniyo 

aajkal pyar wyar bhi ek karobar

bam bam bhole, bam bam bhole

ek taraf pappu ka pyar hai sacha

duji taraf banti hai mantri ka bacha

yara jhat pat socho 

phata phat socho apka dulha kon banega

aap hi bolo mai kya karu bhaiya

mantri ka bacha hai akal ka kacha

phir bhi hai wo sabse achha

paise besumar red light wali car

milegi na baar baar jindagi ke din char

karo nahi waste yaar

mauka mile to fayda udale

dar e dil ko bam bam bhole

are o pappu tere paise se kya ana hai

na roti na makan o pappu bolo bam bam bhole

nahi agar paise to hogi aish kaise

bam bam bhole, bam bam bhole

mehnat ke raste pe kate hi kate

he bhed na charao to police wala dante bhaya

palo nahi dhakan lekar aa tu makhan

dunia ka rang tujhe tabhi dikhega

makhan la ke mai kya karu bhaya

banti mama ko maska lagade

hawa me ek baar goli chala de

ghosit ho ja badmash neta mantri tere pass

public ka bhi khas 

phir na koi tenson, lad ja election

moka mile to fayda uthale

baki sab kuch bam bam bhole

bolo re yaro bam bam bhole

jor se bolo bam bam bhole

Explore this song