Roman script

kyu ye nazre hai gumsum, hai ye aankhe bhi num si

kyu ye nazre hai gumsum, hai ye aankhe bhi num si

tum bin hai ye aalam, bezuba fika sa

kyu ye nazre hai gumsum

ho sa gaya iss dil ko kya, hai kho sa gaya, jane kaun jaha

ho sa gaya iss dil ko kya, hai kho sa gaya, jane kaun jaha

sapne hai khafa, pehle na the, tham si gayi dhadkane 

kyu ye nazre hai gumsum

wo sath tera pal do pal ka, jane kya de gaya kya le gaya

wo sath tera pal do pal ka, jane kya de gaya kya le gaya

chhote se is dil ka kya karu

bus gaya hai jaha, aankho me sirf tu

aansu ruke nahi, teri yaado me, mud mud ke dekhu tum kaha 

kyu ye nazre hai gumsum

Explore this song