Roman script
bolo bolo avadh ke logo bolo bolo avadh ke logo balak vridh jawan re sita jaisi san nari ko tyag diye kyu ram re sita jaisi san nari ko tyag diye kyu ram re bolo bolo avadh ke logo tyag aur balidan ki murat thi jo sita maiya rom rom me jiske rame the raghukul ram ramiya kaha gayi wo janak dulari kaha gayi wo janak dulari bolo avadh abhiram re sita jaisi san nari ko tyag diye kyu ram re sita jaisi san nari ko tyag diye kyu ram re bolo bolo avadh ke logo siya ki pawanta ka parichay dharti gagan ke samne liya tha agni ko sakshi rakh jab ke raja ram ne ye to batao gyani dhyani ye to batao gyani dhyani bolo pawan dham re sita jaisi san nari ko tyag diye kyu ram re sita jaisi san nari ko tyag diye kyu ram re bolo bolo avadh ke logo
Song details
- Singer: Suman Kalyanpur
- Singer: Krishna Kalle
- Film / album: Seeta Ram Radheshyam (1973)
- Composer: Narayan Dutt
- Lyricist: Madan Bharti
- Actor: Bharat Bhushan
- Actor: S N Tripathi
- Actor: Ashish Kumar
- Actor: Anita
- Actor: B M Vyas
- Actor: Jeevan
- Actor: Ratan Mala
Song video
singer: Suman Kalyanpur, Krishna Kalle