Roman script

bolo badal ki mahbuba kon hai 
bolo badal ki mahbuba kon hai bijli hai 
bolo phulo ki mahbuba kon hai titli hai 
har shama ka parwana fir pyar me kya sharmana 
koi na koi hota hai yaha kisi ka diwana 
to fir mai teri mehbuba tu mera mehbub 
jodi jam ke rahe gi jodi jam ke rahe gi  
ye pyar ka sada hai jara soch lo 
soch liya hai arey gherai se kya hai 
jara dil bhi dekho dekh liya hai 
tum itna tej na dhoudo kuch kal ke liye chhoado
kal par koi baat na chhodo aaj hi naata joado
arey gale pade mahbuba to kya kare mahbub 
jodi kaise jamegi jodi kaise jamegi
jam ke rahe gi jam ke rahe gi 
dekho dur raho na humse dekho dur raho na humse 
lo bhiga sawan gam se chalo sang sang bhige dono
ye aag bhujhe dam pe hum dono agar bhige ge 
sardi lagane ka dar hai barsat agar aayegi 
bijali girne ka dar hai bijli se kya ghabrana 
badal hai tu mastana mujhe sine se liptana 
arey gale pade mahbuba to kya kare mahbub 
jodi kaise jamegi jodi kaise jamegi
jam ke rahe gi jam ke rahe gi 
abhi andhiyara chhayega abhi andhiyara chhayega
to or maza aayega hum baaho me aa jayenge
koi dekh nahi payega andhiyara agar chhayega
rasta na nazar aayega tum pehne ho gehne itne
koi lut ke le jayega chhodo ab humko darana 
kaise bhi tumhe hai pana manzur hume lut jana
arey gale pade mahbuba to kya kare mahbub 
jodi kaise jamegi jodi kaise jamegi
jam ke rahe gi jam ke rahe gi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar