Roman script

bole ye dil ka ishara aankho ne milke pukara

jitna hai pyar tumko utna hai pyar humko 

pyar amar hai hamara

pyar amar hai hamara bole ye dil ka ishara

tum sindur ho meri mang ka tum ho nain kajra

tum suhag ho mere pyar ka dil ka tum ho gajra

tu hai ghata mai hu gagan dono ke dil me hai pyar bhara

tu hai ghata mai hu gagan dono ke dil me hai pyar bhara

bole ye dil ka ishara aankho ne milke pukara

jitna hai pyar tumko utna hai pyar humko 

pyar amar hai hamara bole ye dil ka ishara

sare bag me ek phul ko humne dil diya hai

is bahar ko sabke samne apna kar liya hai

dil me lagan teri sajan charno me tere ye jivan mera

dil me lagan teri sajan charno me tere ye jivan mera

bole ye dil ka ishara aankho ne milke pukara

jitna hai pyar tumko utna hai pyar humko 

pyar amar hai hamara

bole ye dil ka ishara aankho ne milke pukara

jitna hai pyar tumko utna hai pyar humko 

pyar amar hai hamara pyar amar hai hamara

Explore this song