Roman script

bol tu kaun hai be, teri pehchaan hai kya

aaj hum sabko bata aaj tera naam hai kya

kaun hai kaun hai tu, kuchh to batala de hamein

kaisi uljhan hai teri, kuchh to samjha de hamein

kaun hai kaun hai tu, kis liye maun hai tu

kaun hai kaun hai tu, kis liye maun hai tu

koyi pehchaan nahi koyi armaan nahi

is hukumat se ladu itna aasaan nahi

isliye maun hoon main, kya pata kaun hoon main

isliye maun hoon main, kya pata kaun hoon main

kaun hai kaun hai tu, kaun hai kaun hai tu

tujhko hum sab ki kasam kisliye maun hai tu

main apna baap hu be, ghode ki taap hu be

ek system hai yahaan, main uska paap hoon be

main to thaakur bhi nahi, main to pandit bhi nahi

hoon jo insaan to kya, uski kimat hi nahi

na to dilli hi hua, na hi chaalon hua

kya pata kaun hoon main, kya pata kaun hoon main

koyi mauhla hai yahaan, koyi biran bhi to hai

koyi sitiya hai magar, ek uljhan bhi to hai

hamko maalum nahi kaise aaye hai yahaan

kaun hai kiske hai hum, humko jaana hai kahaan

humko maalum nahi, kaun hai kaun hai hum

baad sadiyon ke bhi ab, kisliye maun hai hum

main to mauhla bhi nahi, baap ka ba bhi nahi

kasturi kya hai meri, putli meri maa bhi nahi

tu to gaandhi bhi nahi, kori aandhi bhi nahi

tera koyala bhi nahi, teri chaandi bhi nahi

kaun hai kaun hai wo koyi batlaaye sahi

nochkar uski naqaab koyi to laaye sahi

ghaas samajho na hamein 

umada sa ?? hai hum

bas abhi maun hai hum, bas abhi maun hai hum 

bas abhi maun hai hum, bas abhi maun hai hum

Explore this song