Roman script

jai mata di, jai jai mata rani ki

main balak hu tera

mujhko de aanchal ki chhaya

dukhda tujhe sunane maiya

nange paanv aaya

baan ganga ke pawan jal me

dekhi teri maya

uncha parvat chadhte chadhte

charan paduka aaya

naam liya sau baar sherawali ka

laya humko pyar sherawali ka

sancha hai darbar sherawali ka

laya humko pyar sherawali ka

jai mata di, jai jai mata rani ki

jai mata di, jai jai mata rani ki

nau maas ki maa rani ne

avdhi yaha bitayi o o 

is karan ye adhkunwari

garbh jun kahlayi o o

aankh me aansu bhar ke

maine jholi hai failayi

dede mere pyar ko

hathi mathe ki unchai

karuna ka sansar sherawali ka

laya humko pyar sherawali ka

sancha hai darbar sherawali ka

laya humko pyar sherawali ka

jai mata di, jai jai mata rani ki

jai mata di, jai jai mata rani ki

hath jod kar maange maiya

tujhse tera sawali

teri pujarin ke naino me

rain basi hai kaali

jyot jaga de naino ki

hey mata jyota wali

mera sankat har de

tune sabki vipda taali

mujhko hai aadhar sherawali ka

laya humko pyar sherawali ka

sancha hai darbar sherawali ka

laya humko pyar sherawali ka

jai mata di, o jai jai mata rani ki

jai mata di, jai jai mata rani ki

jai mata di, jai jai mata rani ki

o o jai jai pahada waliye

jai unche mandira waliye

jai mata di, jai jai mata rani ki

jai mata di, jai jai mata rani ki

Explore this song