Roman script

bol sajna mujhe chhod ke yaha

dil tod ke mera

kaha jaye kaha jaye

kaha jaye sajna

bol sajna mujhe chhod ke yaha

dil tod ke mera

kaha jaye kaha jaye

kaha jaye sajna

jane se pahle itna samajh le

jane se pahle itna samajh le

dil roj roj nahi aaye sajna

bol sajna mujhe chhod ke yaha

dil tod ke mera

kaha jaye kaha jaye

kaha jaye sajna

kaha jaye kaha jaye

kaha jaye sajna

chahne wale tujhe lakho milenge yaha

are are re

bujhne wala koi mujhsa milega kaha

are are re

baki hu saiya tori

padti hu baiya teri o o

baki hu saiya tori

padti hu baiya teri

kaahe mera jiya tadapaye

bol sajna mujhe chhod ke yaha

dil tod ke mera

kaha jaye kaha jaye

kaha jaye sajna

kaha jaye kaha jaye

kaha jaye sajna

kab tak yu tarsayega aur khud bhi tarsega tu

are are re

kab tak ghata ki tarah dil pe na barsega tu

are are re

nata na todungi main

pichha na chhodungi main o o

nata na todungi main main main

pichha na chhodungi main

chahe meri jaan chali jaye

bol sajna mujhe chhod ke yaha

dil tod ke mera

kaha jaye kaha jaye

kaha jaye sajna

jane se pahle itna samajh le

dil roj roj nahi aaye sajna

bol sajna mujhe chhod ke yaha

dil tod ke mera

kaha jaye kaha jaye

kaha jaye sajna

kaha jaye kaha jaye

kaha jaye sajna

Explore this song