Roman script

bol bol are bol jamure tera naam 

kabhi lakshman kabhi ram

are waah re waah teri shan waah re waah teri shan

aadhi supari aur aadha paan

khata kya hai mera jamura

bhang afim dhtura

o waah beta waah waah beta waah

aashiq hai tu pura

aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko

aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko

kaudi na rakh kafan ko

kaudi na rakh kafan ko

dil ki khushi ki khatir dekhu jo maal dhan ko

are aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko

ek aaye ek jaye ek aaye ek jaye

aa aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko

aashiq agar hai pyare kaudi na rakh kafan ko

Explore this song