Roman script

bol beta bol pais gol kyun hai 
teri gili jarsi me hol kyun hai 
mitti hai ye paisa o lalu magar 
mitti sone chandi ke mol kyun hai 
bol beta bol pais gol kyun hai 
teri gili jarsi me hol kyun hai 
mitti hai ye paisa o lalu magar 
mitti sone chandi ke mol kyun hai 
ye to bato apne pas paisa kyun nahi 
sab ke pas barabar ho paisa khun nahi 
life me barabar to kuch bhi nahi 
rat ko jo dhudh hai wo din me dahi 
life me barabar to kuch bhi nahi 
rat ko jo dhudh hai wo din me dahi 
ye lambu wo chota tu patla wo mota 
ye chhori wo chhora ye kala wo gora
lamba chota patala mota 
chhori chhora kala gora 
sidhi sadhi duniya me jhol kyun hai
bol beta bol pais gol kyun hai 
teri gili jarsi me hol kyun hai 
mitti hai ye paisa o lalu magar 
mitti sone chandi ke mol kyun hai 
barabar to duniya me kuch bhi nahi
jitna jisko chahiye utna hi sahi 
mahnat ka paisa kabhi kam nahi 
pyar se sambhalo to kafi wahi 
mahant ka paisa kabhi kam nahi 
pyar se sambhalo to kafi wahi 
are daru ya patta ye chori ya satta 
ye rona ya gana ye pina wo khana
daru patta chori satta rona gana pina khana 
kha kha ke pet tera dhol kyun hai 
bol beta bol pais gol kyun hai 
teri gili jarsi me hol kyun hai 
mitti hai ye paisa o lalu magar 
mitti sone chandi ke mol kyun hai 
bol beta bol pais gol kyun hai 
teri gili jarsi me hol kyun hai 
mitti hai ye paisa o lalu magar 
mitti sone chandi ke mol kyun hai

Song details

Song video

Watch on YouTube