Roman script

soch liya hai soch liya hai yaar ek biwi ho achhi si ho

karti ho mujhse pyar soch liya hai yaar

tu kya sochega samjhega kya janega tu

are re re ye tujhe kya ho gaya

tu kya sochega samjhega kya janega tu

thadap thadap ke yaad karega

mujhko manega tu matkar matkar matkar

shadi vaadi matkar are matpad matpad matpad

tu is chakkar me mat pad

are mujhse puch mujhko hai pata ki biwi ka belan

dushman ki talwar hai har baat me rok tok

kaleje e vaar hai, haye maar padegi kha lunga

are gali padegi, sah lunga

kya karega sale marega biwi ki aankho me 

aankhe mila ker mai kah dunga

ki soch liya hai soch liya hai yaar yaar

ek tum hi ho tum hi ho

jis se hai mujhe pyar soch liya hai yaar

baat pate ki bol rah hu baat meri sun le

lo fir suru ho gaya baat pate ki bol rah hu

baat meri sun le khudkhusi ka aur tarika 

yaar mere koi chun le

bas kharche kharche kharche

tujhpe raaj karenge teri biwi tere bache

are mujhse puch mujhko hai pata

ki biwi ka kangan pith pe pahad hai

ae kuch bhi ha khali hai bank account

tijhori bekar hai, acha shoping karegi, bhar dunga

are jebe khali, kar dunga are kitna barega kam padega

biwi ke kadmo me paise ki baris mai kar dunga

ki soch liya hai yaar soch liya hai yaar yaar

jo bhi mangegi jo bhi chahegi

sar aankho pe sarkaar soch liya hai, marega

karni hai, karni hai shadi karni hai mujhe

tera kya lena dena problem bhi hai kya tujhe

are tune to karli hai shadi mujhko bhi kar lene de

are mujhse puch mere dil me kya

ke biwi ke nakhare  mujhe savikaar hai

are chehre pe gussa ho par dil me to pyaar hai

are maat padegi, kha lunga gaali padegi, sah lunga

sab sahega tu to marega aankhe mila ker mai kah dunga

ki soch liya hai yaar soch liya hai yaar yaar

teri marzi hai meri aarzi hai

jaa ho ja tu tayaar soch liya hai yaar, correct

Explore this song