Roman script

chutki bhar sindoor se tune meri mang saja di 
tere mere pyar ki sajan tune umar badha di
bindiya bole kya bole kajara bole kya bole
bindiya bole kya bole kajara bole kya bole
jumka bole kya bole gajara bole kya bole
sath sajan ka chute na 
bindiya bole kya bole kajara bole kya bole
jumka bole kya bole gajara bolekya bole
sath sajan ka chute na 
bindiya bole kya bole kajara bole kya bole
pawan basanti van maduvan se ye sandesha layi hai 
do sasso ki do ruhoo ki aj milan rut ai hai 
tujhe dekha tujhe chaha tujhe pyar kiya 
ghadi ghadi sirf tera intzar kiya 
yaha jao kha jao tujhe dekho tujhe pao 
bina tera kahi lage nahi mora jiya 
mahendi bole kya bole lali bole kya bole 
chala bole kya bole bali bole kya bole 
sath sajan ka chute na 
bindiya bole kya bole kajara bole kya bole
mere is mann ke mandir mein tera rup suhana hai
ganga ke jal se bhi pawan maine tujhko manga hai
tere liya dua mangoo subh sham piya
mere hotho par hai bus tera nam piya 
teri khaboo ko sajao tujhe ankho mein chupao 
nahi aye duja koi kam piya chudi bole kya bole
kangna bole kya bole chunri bole kya bole
sajna bole kya bole, sath sajan ka chute na 
bindiya bole kya bole kajara bole kya bole
sath sajan ka chute na sath sajan ka chute na 
sath sajan ka chute na

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sukhwinder Singh, Alka Yagnik

actor: Sunil Shetty, Shilpa Shirodkar