Roman script

bezubaan bezubaan, hum rahe bezubaan

tumse kah na sake, dil ki hum dastan

tumne to aa kar, neende chura kar

le hi liya hai, mera intihaa

bin tere bin tere kaise jiyenge yaar

kah do na kah do na tumhe humse hua hai pyar

bin tere bin tere kaise jiyenge yaar

kah do na kah do na tumhe humse hua hai pyar

berukhi me kya rakha hai, bebasi me kya rakha hai

char din ki jindgi hai, kal kya hoga kya pata hai

berukhi me kya rakha hai, bebasi me kya rakha hai

char din ki jindgi hai, kal kya hoga kya pata hai

dil me basaakar apna banakar

kyu ho gaye ho sanam bewafa

bin tere bin tere kaise jiyenge yaar

kah do na kah do na tumhe humse hua hai pyar

bin tere bin tere kaise jiyenge yaar

kah do na kah do na tumhe humse hua hai pyar

tum se mil kar yeh laga tha, ek hi arman sa jaga tha

teri aankho me hi kahi meri manzil ka pata tha

tum se mil kar yeh laga tha, ek hi harman sa jaga tha

teri aankho me hi kahi meri manzil ka pata tha

daman chhuda kar, fassle badha kar

kyun ho gaye ho hum se juda

bin tere bin tere kaise jiyenge yaar

kah do na kah do na, tumhe humse hua hai pyar

bin tere bin tere kaise jiyenge yaar

kah do na kah do na tumhe humse hua hai pyar

Explore this song