Roman script

kitna gam hai aye do jahan wale 
bujhte huye diye hai tufan ke hawale
bin ma ke ye bachche dekho
phirte mare mare 
ye bhi the ek roz kisi ki 
aankho ke tare aankho ke tare
bin ma ke ye bachche dekho
phirte mare mare 
ye bhi the ek roz kisi ki 
aankho ke tare aankho ke tare
bin ma ke ye bachche dekho
phirte mare mare 
do roti to de sakta hai 
inko ye sansar inko ye sansar 
de nahi sakta hai de nahi sakta
de nahi sakta inko lekin 
inki ma ka pyar inki ma ka pyar
khoj khoj ke nanhe munne 
pav jag me hare pav jag me hare
bin ma ke ye bachche dekho
phirte mare mare 
ye bhi the ek roz kisi ki 
aankho ke tare aankho ke tare
bin ma ke ye bachche dekho
phirte mare mare
baite hai ye jitne musafir 
manjil hai malum manjil hai malum
bhuli bhatki raho par hai
ye bachche masum ye bachche masum
jane kab tak thokar khaye
ye kismat ke mare ye kismat ke mare
bin ma ke ye bachche dekho
phirte mare mare 
ye bhi the ek roz kisi ki 
aankho ke tare aankho ke tare
bin ma ke ye bachche dekho
phirte mare mare

Song details

Song video

Watch on YouTube