Roman script

bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban

mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai

gar tum par na marte to jina tha aasaan

chaahat ke sandeshe lekar aati hai shaam

gar tum bhi aa jaate to aa jaata aaraam

dil ki basti bas hi jaati, meri har dhadkan ye gaati

tum aate to mujhpar hota kitna bada ehsaan

bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban

mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai

gar tum par na marte to jina tha aasaan

mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai

bekal mere arman, bekal hai mera pyaar

kabse mai karta hu tumhara intazaar 

bekal mere arman, bekal hai mera pyaar

kabse mai karta hu tumhara intazaar 

kabse meri baahe suni, jivan ki ye raahe suni

tum bin kaise pure hoge dil me base aramaan 

bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban

mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai

gar tum par na marte to jina tha aasaan

mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai

bin dekhe aur bin pahchane tum par ham qurban

mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai

Explore this song