Roman script

bikhar gayi meri moti jaise aabru

koyi bataaye main is duniya ka kya karu

main dard bhi hoon, pukaar bhi hoon

main dard bhi hoon, pukaar bhi hoon

main janni hoon, main hoon devi

main janni hoon, main hoon devi

main shakti hoon, lachaar bhi hoon

koyi jhaank to le mere aankhon mein

koyi jhaank to le mere aankhon mein

sabhya samaaj ki daadagiri hai

jazbaton ki saudagiri hai

sabhya samaaj ki daadagiri hai

jazbaton ki saudagiri hai

jabse haan ye duniya bani hai

laaj sharam par bijali giri hai

jism saje hai duniya ke bajaar mein

jism saje hai duniya ke bajaar mein

sukh gaye dil ab saare sansaar mein

koyi bhaanp to le meri baaton mein 

koyi bhaanp to le meri baaton mein 

main pyaar bhi hoon, khumaar bhi hoon

main pyaar bhi hoon, khumaar bhi hoon

main janni hoon, main hoon devi

main janni hoon, main hoon devi

main shakti hoon, lachaar bhi hoon

koyi jhaank to le mere aankhon mein

koyi jhaank to le mere aankhon mein

koyi jhaank to le mere aankhon mein

koyi jhaank to le mere aankhon mein

Explore this song