Roman script

bijuriya chamke jamna paar 

bijuriya chamke jamna paar 

bijuriya chamke jamna paar 

bijuriya chamke jamna paar 

man chhupaye sharmaye ghabraye hay

hay chali jaye gori preetam ke dwar 

bairi balam jara 

o balam jara haath mera chhodo 

bijuriya chamke jamna paar 

bairi balam jara haath mera chhodo 

bijuriya chamke jamna paar

aise me man ka nata na todo

bijuriya chamke jamna paar

bairi balam

ab jaane bhi do, o saiya sham hui 

main to yu hi badnam hui 

o ab jaane bhi do, o saiya sham hui 

main to yu hi badnam hui 

na to dilo ka mel hua

na khel hua naino ka 

preet ki dori

preet ki dori prem se jode 

bijuriya chamke jamna paar

kyu ghabrati ho o gori, aa meri jaa

dekhta sunta hain kaun yaha

kyu ghabrati ho o gori, aa meri jaa

dekhta sunta hain kaun yaha

phul si najuk jaan hain meri 

jaan lo tum bedardi 

meri kalai 

meri kalai yu na marodo 

bijuriya chamke jamna paar

ho jaau teri o saiya aaj magar 

is duniya se lagta hain dar 

ho jaau teri o saiya aaj magar 

is duniya se lagta hain dar 

pyaar jo karte hain wo kya 

is duniya se darte hain 

pichhe bhi dekho 

pichhe bhi dekho aage na daudo

bijuriya chamke jamna paar 

balam jara haath mera chhodo 

bijuriya chamke jamna paar

bijuriya chamke jamna paar

Explore this song